|
|
| Chand gali to utra hoga Mujhse shayud rootha hoga
Zahar pyalaa de kar mujhko Kuch to wo bhi tarpa hoga
Chupke chupke poNcha hoga AaNkh se gar kuch tapka hoga
Usne khat to bheja hoga Mujh tak hi na pahuNcha hoga
NeeNd uRa kar meri wo bhi Shub bhar chatt par tehla hoga read sms |
| Hamari khushi ki baghwan se firyad na karna, Bhula dena mujko kabhi tum yaad na karna, Kiya barbad tune mujhe yeh meri badnasibi thi, Iltaza hai kisi aur ko yun barbad na karna⦠read sms |
| Aye mera janaza uthane walo, Dekhna koi bewafa paas na ho, Agar ho toh usse kehna, Aaj toh khushi ka mauka hai udaas na ho. read sms |
| Hum chahkar bhi tumhe pa na sake Par tumne na chahkar bhi hume pa liya Hum na chahkar bhi tumhe bhulane ki koshish kar rahe hai Par tum chahkar bhi hume bhula na sake Hum chahkar bhi tumhe khushiya na de sake Par tum na chahkar bhi hume khushiya de gaye Hum chahkar bhi pyaar nibha na sake Par tum na chahkar bhi pyaar nibha gaye read sms |
| Guzray Huay Taweel Zamanay Kay Baad Bhi Dil Main Raha Woh Choor Kay Janay Kay Baad Bhi Pehlu Main Reh Kay Dil Nay Dia Hai Bohat Faraib Rakha Hai Us Ko Yaad Bhulanay Kay Baad Bhi read sms |
| Ajnabi bastiyo'n k safar pay ja rahay ho... To yaad rakhna...! Jahaa'n bhi raho... Kachi pakki barsaato'n may.... Dil ka khayaal rakhna....! read sms |
| Ankhein Churane ki adat hai usko, Dewana banane ki adat hai usko. Wo milne ki wadey to karta hai aksar, Magar bhol jane ki adat bhi hai usko. read sms |
| Wafa Main Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai, Woh Sach Kahe Na Kahe Aitebar Karna Hai. Yeh TujhKo Jagte Rehne Ka Shauk KabSe Hua, Mujhe To Khair Tera Intezaar Krna Hai. read sms |
| Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya, Janay wala jaldi main tha, mil ker jana bhool gaya,
Mur, murr ker dekha tha usnay jatay rastay main, Jesay usnay kehna tha kuch, jo wo kehna bhol gaya,
Waqt-e-rukhsat meri ankhain ponch raha tha anchal se, usko gham tha itna ziyadah, khud wo roona bhool gaya read sms |
| KARO GE PHIR YAAD GUZRE ZAMANE KO TARSOO GE HUMARE SAAT EK PAL BITANE KO AWAZ DO GE HUMAE PASS ANE KO PHR HUM KAHE GE KE DARWAZA NAHI HA KABAR SE BAHER ANE KO read sms |
|
|